• الحمدللہ محدث فورم کو نئےسافٹ ویئر زین فورو 2.1.7 پر کامیابی سے منتقل کر لیا گیا ہے۔ شکایات و مسائل درج کروانے کے لئے یہاں کلک کریں۔
  • آئیے! مجلس التحقیق الاسلامی کے زیر اہتمام جاری عظیم الشان دعوتی واصلاحی ویب سائٹس کے ساتھ ماہانہ تعاون کریں اور انٹر نیٹ کے میدان میں اسلام کے عالمگیر پیغام کو عام کرنے میں محدث ٹیم کے دست وبازو بنیں ۔تفصیلات جاننے کے لئے یہاں کلک کریں۔

اصولِ درایتِ حدیث

T.K.H

مشہور رکن
شمولیت
مارچ 05، 2013
پیغامات
1,121
ری ایکشن اسکور
330
پوائنٹ
156
Assalam-O-Alaikum 1
Kuch logon ko aitaraz hai ke agar hm hadees mein ‘’Dirayat’’ ke usool apnaen to bohat si ahadees se hath dhona pare ga aur ye bawar karwana chahte han ke ‘’Dirayat’’ ka koi maqam nahi hai lehaza jo ‘’Riwayat’’ hame ‘’Siqqa’’ raviyon se ponche us ko mano an man lena chahiye chahe wo aqal ke kitne hi khilaf ho aur doosri ahadees se kitna hi takrati ho. Isi ghalat fehmi ko door karne ke liye qaireen ke liye ye kitab upload ki ja rahi hai. Is kitab mein ‘’Hadees’’ ko parakhne ke kuch qeemti usool bayan kiye gaye han.

Ho sakta hai ke kuch log is kitab se ikhtalaf karen lekin ye haqeeqat bhi ayan hai ke ahadees logon se logon ko muntaqil hue hai aur is mein ghalati ka imkan bhi ho sakta hai. Kabhi kabar ‘’Siqqa’’ ravi bhi ghalti ka shikar ho sakta hai aur aik ‘’Zaeef’’ ravi ki riwayat bhi usool –e-dirayat ke mutabiq sahih ho sakti hai.
Ye baat bhi madd-e-nazar rahe ke agar duniya ki koi kitab shak-o-shube se balatar hai to wo sirf aur sirf ‘’Quran’’ hai. Yahi waja hai ke Muhadiseen (R.A) ne kabhi bhi apni kitabon par ‘’Iman’’ lane ka dawa nahi kiya.
 

اٹیچمنٹس

Top