• الحمدللہ محدث فورم کو نئےسافٹ ویئر زین فورو 2.1.7 پر کامیابی سے منتقل کر لیا گیا ہے۔ شکایات و مسائل درج کروانے کے لئے یہاں کلک کریں۔
  • آئیے! مجلس التحقیق الاسلامی کے زیر اہتمام جاری عظیم الشان دعوتی واصلاحی ویب سائٹس کے ساتھ ماہانہ تعاون کریں اور انٹر نیٹ کے میدان میں اسلام کے عالمگیر پیغام کو عام کرنے میں محدث ٹیم کے دست وبازو بنیں ۔تفصیلات جاننے کے لئے یہاں کلک کریں۔

ںازیا کی جانب سے حالیہ مواد

  1. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    http://www.flickr.com/photos/107139386@N06/12682875483/ Ishmariya sahab bhi pehle ye Safha de chuke hain. Saabit huwa k tehreef Rashdiya walon ne ki hai, Ahnaaf ne nahi.
  2. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    Allama Aabid Sindhi k muta'laka NUSKHE ka aqs diya ja chuka hai. Aap is thread ka safha e awwal se mutala karen.
  3. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    Tehreef Rashiya walon ne ki hai. Rashdiya walon ne Allama Aabid Sindhi k Nuskhe se dekh k likha aur usi se Tas-hee ki. Allama Abid Sindhi k Nuskhe mein zyadat hai, aur Rashdiya walon k Nuskhe mein nahi. Iska sirf yehi matlab hai k Rashdiya wwalon ne Gadbad ki hai.
  4. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    ABu Awama ki tehqeeq se Musannaf ka jo Nuskha publish huwa hai, us mein makhtutat k scan pages hain.
  5. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    ye Nuskha, Allama Aabid Sindhi ka hai. aur isi Nuskhe se dekh kar Maktaba e Rashdiya ka Nuskha likha gaya tha.
  6. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    mera eteraaz Nuskha e Rashdiya pe hai. Nuskha e Rashdiya, Allama Aabid Sindhi k Nuskhe se dekh k likha gaya tha, aur uski Tas-hee bhi usi Nuskhe se ki gayi thi. Allama Aabid Sindhi k Nuskhe mein zyadat hai, aur Rashdiya walon k Nuskhe mein nahi, to gadbadi Rashdiya walon ne ki hai, na k Allama...
  7. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    Anwar Shah Sahab, Aap kehte ho k Peer Jhanda k nuskhe mein ye izafa nahi hai. chalo hum maan lete hain. Aap ko pata hona chahiye k Peer Jhanda ka Nuskha Allama Aabid Sindhi k Nuskhe se likha gaya tha, aur uski Tas-hee bhi Allama Aabid Sindhi k Nuskhe se ki gayi. Ab problem ye hai k Allama Aabid...
  8. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    Anwar Shah Sahab, Aap kehte ho k Peer Jhanda k nuskhe k nuskhe mein ye izafa nahi hai. chalo hum maan lete hain. Aap ko pata hona chahiye k Peer Jhanda ka Nuskha Allama Aabid Sindhi k Nuskhe se likha gaya tha, aur uski Tas-hee bhi Allama Aabid Sindhi k Nuskhe se ki gayi. Ab problem ye hai k...
  9. ں

    مصنف ابن ابی شیبہ میں وائل بن حجر رضی اللہ عنہ سے مروی حدیث

    آنوار صھاھ ڑاسھدی صھااب، ُععر ضھاندا کا جہ ںئسکھا ھای، وہ آللاما آابید صیندھی ک ںئسکھع سع تاس-ھعع سھئدا ھای۔ آللاما آابید صیندھی ک نئسکھع معین یزافا ھای، لعکین پععر جھاندا ک نئسکھع معین یزافا ناھی ھای۔ ےاھا تہ گادباد ُععر ضھاندا ک نئسکھع معین لاگ راھی ھای، نا ک آللاما آابید ک۔
Top