abdullahsalfi2016
مبتدی
- شمولیت
- مئی 31، 2015
- پیغامات
- 45
- ری ایکشن اسکور
- 21
- پوائنٹ
- 11
Yh sawal hy→Mujhy kisi ny bataya tha k 3 tarhan k pani main shifa hai, 1 zam zam k pani main, 2 barish k pani aur 3 wazu k pani main . Mera sawal yah hai k kiya jab hum wazu karty hain like tap k behty howy pani sy to wazu complete hony k baad us pani main sy kuch pani es niyat sy peena k es main shifa hai to kiya yah thek hai? Means koi bid'dat to nehi ho jahy ga es tarahan karna?