Assalamaulikm wr wb
bhai pakistaan mai mulhedeen ki tadaad kafi ho gai hai and unhu nai website bhe launch kr rakhi hai.Esky ilawa wo facebook pr bhi buhat active hain.Mai Masha Allah en mulhiddon pr kaam kr raha hoon paksitan mai ,lakin mera kaan English bolny waloon tk limited hay.Mai chahta hoon ka aapky kuch researcher jo k urdu mai kaam kr rahy hai un mulhidoon ko jawaab dai jo urdu mai likhty hai websites pr and urdu readers ko gumrah r rahy hai .Mai aapko kuch links daita hoon aapo zara read karai phr ujy bataen k aap is karay khari mai hamara sath dain gy jazaka Allah. yaad rahy ya tamam mulhideenPakistan say hain.
http://ilhaad.wordpress.com/
realisticapproach.org
realisticapproach.org