namaz ki sharait wo hain jinhain hum faraiz kahte hain. Aur wo ahnaaf k haan 13 hain. Sar par topi ya amama bandhna sharait e namaz main shamil nahi. Is liye mufti sahib ne sahih farmaya hai. Aap ko ghalbn mughalata laga ho k hanafi sar par topi sharait e namaz main se samjhte hain jabke haqeeqatan aisa hai nahi