جزاک اللہ خیراً بھای ویسے وڈیو ٢ منٹ ٢٥ سیکند کی ھے خیر مین اس کو ادھر لکھ بی دیتا ھون لیکن رومن اردو مین کیون کے میری اردو لیکھنے کی رفتار ابھی کم ھے ویسے اگر وڈیو بھی دیکھ لین تو اچھا ھے
ڈاکٹر صاھب فرماتے ھین کے کچھ علما ایسے بھی گزرے ھین جو کھتے تھے کے اپنے اپ کو سلفی کھنا غلط ھے جیسے شیخ السلام
scholar who blieve in quran and hadeeth and salaf saliheen , first , shiekh ibn e taimia , there is book called call to islam and the caller where 40 hadeeth are mentiond , last hadeeth 40th there is mentioned, there is said , ALLAH's messenger says i have been instructed 5 things which i instrct to you (is ke tabsaray main shiekh ul islam ibn e taimia said) said one of the salaf said i don't know on which of the 2 things i thank ALLAH more , bringin me ISLAM or for keeping me away from the innovator , if you call anything besides what ALLAH has called you in the Quran , Muslim , Momin and Abdullah you are called yourself to the hell fire. so how can you quiote that shiekh ibn e taimia says to call yourself salafi what ibn e taimia said follow the salf saliheen , what i agree, shiekh ibn e taimia never said to call yourself a salafi
ab is ko urdu main aisisey likhien gey ke Dr Zakir Niak sahib keh rahey hain ke kuch aisey ulama bi guzrey hain jo ye kehtey they key apney aap ko salafi kehna ghalat hai aur phir unhon ne hawala dia hai aik kitaab ka jis ka nam "THE CALL TO ISLAM AND THE CALLER"" us main 40 ahadeeth mentioned hain us main last hadeeth hai Tirmazi Hadeeth Number 2600 us main Rasoolullah Salalahu ahle wasalm ne kaha ke muje 5 cheezon ki hadayt ki gaye hain jo main tum ko karta hon , us main ye bi ziker hai ke ager tum apney aap ko 3 ke ilawa kisi taraf bulatey ho jo ke hain Muslim, Momin and Abdullah to tum jahanam ki aag ki taraf dawat dey rahey ho , (is trahan ke alfaz hain ) aur shiekh ul islam ne kabi nahi kaha ke khud ko salafi kaho balkey unhon ne kaha hai ke salaf saliheen ke tareekey per chalo jo ke main bi manta hon.
ye to thi Dr Zakir Naik ki baat , kia ye darust hai ?
اور کیا اس طرح کی حدیت ترمزی مین ھے کے نین؟
aur dusri bat mera sawal ye hai kia aap ke ilm main koie aisa alim ya muhadith guzara hai salaf main sey jo ye kehta ho ke khud ko Muslim ke ilawa koie nam dena ghalat hai ?
?
Jazak'Allah kahair