Hadees ki jama o tadveen k 3 doar bayan kiye jaty hn pehla doar AHAD E RISALAT O AHAD E SAHABA E KARAM KA HAI jis mn HAZRAT ABDULLAH BIN UMARO BIN ALAAS ny hadesain jama ki hain is majmoay ka naam SADIQA rakha
iss mn 1000 hadeesain thin
or HAZRAT ALI,HAZRAT ABU BAKAR SIDDIQUE,HAZRAT ABDULLAH BIN ABASS, HAZRAT ABU HURAIRA k ilawa or taqreban 22 sy ziada sahaba e karam ny hadeees jama ki
2nd doar TABAYEEN sy HAZRAT UMAR BIN ABDULL AZIZ (111 say 170 hijri) ka doar hai jis main kofa k imam SHAABI MADINA K IMAAM ZAHRI SHAAM K IMAM MAKHOUL IMAM ABU HANIFA KI KITAB AL ASAAR IMAM SUFIYAN SOARI KI KITAB JAMAY iss doar ki mashoor tasanif hn
3rd doar TABA TABAYEEN (171 SY 220 HIJRI) tk hai ye tadveen e hadis ka sonehri doar b kehlata hai iss doar mn MASANEED K k baad SAHA E SITA hadees ki mustanid treen kutab ki tadveen amaal mn i
JITNA ILAM THA LIKH DIA GHALTI HOE HO TO MAZARAT K STH REHNUMAI CHAHN GI
ALLAH HM SB K ILAM MN IZAFA KRY (AMEEN)