محمد شاہد
سینئر رکن
- شمولیت
- اگست 18، 2011
- پیغامات
- 2,510
- ری ایکشن اسکور
- 6,023
- پوائنٹ
- 447
Bay Pardagi Ka Aalam, Main Kis Tarha Batoun!
Zahreela Saanp Hai Ye, Umat Ko Das Na Jaye,
Her Simat Daikh Lo Ab Tufaan-e-Bay-Hayae,
Batil Se Hai Mohabat or Haq Se Bewafai,
Behno K Mashghalon Se Bhai Bhi Bay-Khabar Hn,
Pochen To Kis Tarha Woh Jab Khud Idhar Udhar Hn,
Beti Bhi LadLi Hai Parda Karay To Kaisay?
Aangan Mai Apnay Ghar K Jee Ko Bharay To Kaisay,
Ye Aag Hai Maghrib Ki, Aur Kaam Himaqat K,
Lo Ho Gaye Numayan, Aasaar Qayamat K.