محمد شاہد
سینئر رکن
- شمولیت
- اگست 18، 2011
- پیغامات
- 2,510
- ری ایکشن اسکور
- 6,023
- پوائنٹ
- 447
Sayid.e na Ibrahim Ka Waqiya hai.
Surat.ulbaqrah ki ayat Number
26.
Tarjuma=Aur Jab Arz Kia Ibrahin ne K Ai Maire Rab Mujhe Dikha De To q kar murde jilayega ?Kia Tujhey Yaqin Nahen Hai?
Arz Kia Yaqin Q nahen magar yeh chahta hun k maire Dil ko Karar Ajaye .Farmaya To Acha!4 Prinde le kar Apne Sath Hila le phr unka aik aik tukra Har pahar Par Rakh De phr Unhen Bula wo tere Pass chale Aenge Paon se Daurte_
Allah Tala K Hukm Par Hazrat Ibrahim Ne 4 Prinde Liye.Moor Murgh Kabotar Kawa.
Aur Unhen hukm.e Ilahe K Mutabiq Zibah Kia Aur Qeema Kr K unke Aiza Ko Apas Main Mila dia.aur aik Aik Hissa Aik Aik Pahar par Rakha.yani 4 Paharon Par Qema Rakh Dia.aur sir Tamam k Apne Pass Mehfoz Rakhe Aur phr Farmaya Chale Ao Hukme Ilahe Se.Yeh Farmate He Wo Tamam Ijzah Urey Aur har Janwar k ijzah Alehda Alehda Hokar Apni Tarteeb se Jama huwe Aur prindon Ki Shakal Ban Kar Apne Paon se Dorte Aye.aur Apne Apne Siron Se Mil Kar Baeenehi Pehle Ki Tarha Mukamal Ur Gaye.aur Yeh Sub Hazrat Ibrahem K Dekhte Dekhte Hua.
Is se Malood Hua K Prindon Ko Allah Ne Zindage Bakhshe Magar DarmiYan main wasla Aur Wasila Sayide na Ibraheem aleyhislam k Bulane Ka Bnaya k Tum Bulao To Jab Unhone Bulaya To sub Prindey mukamal Prinde Bn Kar UrGAYE.
Ta k Maloom Ho K Qudrat ALLAH Tala Ki hai.Har cheaz Par Qadir Hai.
Magar apni qudrat Ka Izhar Bandon Ki Ezzat Shan.o Shauqat buland Krne K Liye Kabi Apni Qudrat Ko Bandon K Zariye Zahir Farmata Hai.
HAZRAT.E Mauhtram .
Hazoor GHAUSE AZAM (RA)NE murghi ki Hadiyan Zindah Kardi.
Esai k kehne Par murde Ko KBR se Nikala.
Cheal ko mara Phr Zindah Kia.
Aurat k Dariya Main Garq Shuda Bache Ko Zindah Kia.
Burhiya ki Dobi howi Brat ki Kashti ko Tradia Aur Sari Barat Zindah Hogaye.
Ab Sawal yeh hai. k Yeh hai K Yeh Tamam Sifat ALLAH Tala Ki He Hain Bs.
To GHAUSE AZAM NE YEH SB KESE KIA.?IS KA jwb Quran.o Ahadis Ki Roshni main Bayan Kia Jata hai.
Murde Ko zindah karna ALLAH TALA ki KHUAS marzi par Mauqof Hai.
Wo Jb Chahe Murde Ko Zindah Farmaye
kbi Wo Bilawasta murdey ko Zindah Farmata hai.
Aur Kabi Kisi Waste se.Agar bilawasta Zindah ho ya Kisi Waste Se Zindah Ho Is par Qadir ALLAH TALA HE HAI._MAZID SURAH BAQRA KI Ayat number 259.para3)main Janiye.
@Surat.ulbaqrah ki ayat Number

حافظ طاہر اسلام عسکری
@
محمد نعیم یونس
@
شاہد نذیر
@
محمد ارسلان
@
قاھر الارجاء و الخوارج