To brother rashid yaqoob salafi
Is afsanvi nazariye k 'naqideen ahadees pr hakim hain' se qata e nazar aap ki baat ki taraf ate hain k naqideen ki baat khabar hai.
Aap k sawal k tanazur main khabar 2 qisam pr hai
Ek wo jo Nabi Saw se manqol ho. Khabar ki is qisam ka naam hadees hai aur is pr amal/man'na itteba hai
Khabar ki dosri qisam wo hai jo ghair nabi ka qol ho, is ko tasleem karna taqleed hai
Agar ye nukta aap zahan main rakhain k ghair nabi k qol ko man'na taqleed hai aur nabi saw k qol ko tasleem karna dalil ki pairwi hai tu aap ko kabhi bhi apne mamdoheen k liye haila bazion aur khird ka naam junoon rakhne ki zaroorat na parhegi