• الحمدللہ محدث فورم کو نئےسافٹ ویئر زین فورو 2.1.7 پر کامیابی سے منتقل کر لیا گیا ہے۔ شکایات و مسائل درج کروانے کے لئے یہاں کلک کریں۔
  • آئیے! مجلس التحقیق الاسلامی کے زیر اہتمام جاری عظیم الشان دعوتی واصلاحی ویب سائٹس کے ساتھ ماہانہ تعاون کریں اور انٹر نیٹ کے میدان میں اسلام کے عالمگیر پیغام کو عام کرنے میں محدث ٹیم کے دست وبازو بنیں ۔تفصیلات جاننے کے لئے یہاں کلک کریں۔

صحیحین میں صحیح بخاری کو ترجیح کیوں ہے؟

انس

منتظم اعلیٰ
رکن انتظامیہ
شمولیت
مارچ 03، 2011
پیغامات
4,178
ری ایکشن اسکور
15,351
پوائنٹ
800
آپ نے فرمایا کہ احادیث مبارکہ کو وحی تسلیم کرتے ہیں۔

اس حدیث کے مطابق آپ بتائیے کہ آپ کے نزدیک یہ حدیث صحیح ہے یا ضعیف؟

أحلت لنا ميتتان ودمان ، فأما الميتتان : فالحوت و الجراد ، و أما الدمان ، فالكبد و الطحال

اگر صحیح ہے تو کیوں؟

ضعیف ہے تو کیوں؟

اور یہ بھی بتائیے کہ کیا آپ مچھلی کھاتے ہیں؟؟؟
 

sufi

رکن
شمولیت
جون 25، 2012
پیغامات
196
ری ایکشن اسکور
310
پوائنٹ
63
Main muntazir tha k aap bukhari ki tarjeeh pr koi dalil sharae zaroor lainge lekin aap ki tamam posts is bunyadi markazi nukte se moun churati nazar ayi. Halanke ma qabal post mai yad dihani kara chuka tha k asal mozoo se baat bahir na nikle. Khair jis ghar main dalail ka qahat ho wahan dalail k muqabil ain bain shain hi milta hai.

Post no 16 ka jawab:
Sab drust hai. Is baat ka izafa bhi kar lain k baaz logon ne salaf ka naam le kar salaf bezari ka bazar garam kar rakha hai. Salaf k ibarat ko khench tan kr apni marzi ka mafhoom nikalna ik bahut bara fitna hai. Allah ummat ko aise logon se aur jin ka zikar aap ne kiya bachaye.

Post 17
Ameen

Post 18
A) Aap ki beshtar batain drust hain. Lekin mozoo se ghair mutaliq hain. Tarjeeh bukhari ki sharae dalil in se sabit nahi hota.

B) ik nayi baat bhi aap k tawasat se maloomat ka sabab bani k muhadiseen ne sahi kitabain amal k liye aur zaeef itlaat k liye tahreer farmain hain. Mere ilm main mamla iske bar aks bhi teek hai. Yani sahi o zaeef dono amal o itla k liye likhain gayi hain. Iski misalain mojod hain jahan sahi hadees k muqabil hadees pr amal ho raha hai. Lekin ye mozon abhi nahi cherte kisi waqt is pr thread bana lenge iA.

C)baaz muhadiseen ka ik ravi ko dajjal, kazzab, laeen waghera tehrana jabke deegar ka unhain siqa, ameer ul momineen fil hadees waghera tehrana ik alag dhage main aap k notice main lainge iA.

Post 19
Quran ki hifazat ka wada Quran main hai, ahadees ki hifazat ka wada kahan kiya gaya hai ye mere ilm main nahi.

aap ne mere likhe huwe hadees ko mukhtalif turq zikar kiye aur ise zaeef qarar diya.
Kia iska zuaf iski sifat asalia hai ??
Muhadiseen ne hawai andazay laga kr kah diya k iski sanad main falan ravi zaeef hai. Halanke muhadiseen ne unhain dekha tak nahi aur inke darmian sadion ka fasla hai. Urai huwi pabthi ki tashheer ka sabab ban gaye aur tu koi kamal kiya nahi in naqideen ne. Aur kisi k jhota hone k liye ye baat kaafi hai k wo suni sunayi baat agay bayan karay. Jhota kon?

Aap ne fasiq se mutaliq quran ki ayat likhi hai. Isi ayat ki roshni mai hukam hai k waqay ki tahqeeq karo na k rajal ki lekin naqideen ka kamal dekho waqae ko chor kar rajal ki jasusi mai lag gaye. Quran kahta hai Toh mai na lago.
Rajal k peeche lag kr inki gheebat ki jati hai ye bhi manna hai, ilzam o buhtan lagaye jate hain ye bhi quran main manna hai, mamooli baaton ko uchala jata hai aur unhain laeen dajjal kazzab kaha jata hai halanke in batoon se musalman ko manna kiya gia hai, musalman usi ko kaha giya hai jis k hath aur zuban k shar se dosre musalman mahfooz rahain. Jin baton se manna kiya giya tha os main tu ye ja parhe aur jis ka hukam tha osy chor diya. Aap khud hi faisla kar lain ab.

Post 20
Jhote andazy/ ilzamat

Post 21
main naqaadon ki tarah ahadees pr sihat o zuaf ka hukam lagane ki jurat nahi kar sakta.

main machli khata hon. kia is se bukhari ki tarjeeh ki share dalil mil jayegi
 
شمولیت
اگست 13، 2011
پیغامات
117
ری ایکشن اسکور
172
پوائنٹ
82
بسم اللہ الرحمن الرحیم​
صحیحین میں صحیح بخاری کو ترجیح کیوں ہے؟

کیونکہ انہوں نے اپنی اس کتاب میں روایت حدیث کی یہ شرط لگائی ہے کہ راوی اپنے استاد کا معاصر ہو اور اس کا اپنے استاد سے سماع ثابت ہو۔
(امام ) مسلم نے دوسری شرط نہیں لگائی بلکہ انہوں نے صرف معاصرت پر ہی اکتفا کیا ہے۔
یہاں سے اس اختلاف کافیصلہ ہو جاتا ہے کہ حاکم کے استاد ابوعلی النیسا بوری اور علمائے مغرب (اندلس و مراکش کے علماء) کے برعکس صحیح بخاری کو صحیح مسلم پر ترجیح حاصل ہے جیسا کہ جمہور کا قول ہے۔
اقتباس "اختصار علوم الحدیث"​
جزاک اللہ خیرا ارسلان بھائی
ما شا ء اللہ بہت ہی اعلى سلسله
حياك الله .آمین
 

sufi

رکن
شمولیت
جون 25، 2012
پیغامات
196
ری ایکشن اسکور
310
پوائنٹ
63
main maafi chahta hon k meri wajah se ahadees k baab main log shukook o shubhaat main mubtila honge
 
Top