ندیم محمدی
مشہور رکن
- شمولیت
- جولائی 29، 2011
- پیغامات
- 347
- ری ایکشن اسکور
- 1,279
- پوائنٹ
- 140
محترم جناب مسلم صاحب !Nadeem sahab. Ager aap pass word bund ker den gey tu discussion nahee ho sakey gee. Aap orr Alvee sahab mera text parhen orr us k jawab den. Furthermore ab jo sawalat men ker raha hoon un ka bhee jawab den. 1. Pehley aap ye batain k Allah ne Rasool, Muhammad pbuh ko banaya ha ya Hazrat Aisha ko???? 2. Naoozobillah, Allah k Rasool ney kam poora nahee keea orr hadeeth jama ker k un kee tasdeeq nahee kee orr ummat ko bhatkney k leey chor deea???? Asteghfirullah, esa hergiz hergiz nahee hooa. 3.Naoozobillah Rasool pbuh se zeeada wider vision Bukharee sahab orr deeher 5 Iraneeon persian ka tha jinho ne wo kam keea jo Rasool ne nahee keea??? ye hergiz hergiz nahee hooa orr us sey ziada nonsense baat orr Rasool kee gustkhee orr kia hosaktee ha jo aap log ker rahey hen. 4.Bukharee sahab bokhara mey jo us waqt Iran ka part tha, taleem hasil kertey rahey. Hadeeth kee koi kitab tu us waqt Bukharee sahab k pas nahee thee, maloom nahee wo salah kesey qaim kertey they, wozoo ghusle janabat roza zakat etc etc ye sarey aamaal kis terha kertey they????? 5. Aap ye dekhen k Alvee sahab orr deeger sahab ko tu salah qaim kerna aatee ha hadeeth kee kitabon se orr Imam unnas Ibrahim pbuh orr deeger tamaam prophets kis terha salah qaim kertey theey???? Bukharee shareef tu un k pas nahee thee. 6.Allah kee ayat ha k Muqaam e Ibrahim se salah paker lo. 2:125 7. Allah k nazdeek Deen yanee feslaa Islam yanee salamtee hasil kerna ha. Orr Allah ne hamara religion mazhab Millat e Ibrahim banaya ha.3:19 and 22:78 8. Allah ka hukm ha jo us ney Rasool Hazrat Muhammad pbuh k zeryee deea ha.......... KEH DEY ALLAH NEY SAACH FERMAYA HA. PAS YAKSOO HO KER MILLAT E IBRAHIM KA ITTEBA KARO ORR WO MUSHRIHOON MEY SE NAHEE THA. Ab Alvee sahab Ibrahim pbuh kee hadeeth laaeen takey un kee itteba ho sakey, aap ayat ko hergiz gergiz tabdeel nahee ker saktey. Muhammad pbuh k barey mey to 6 persian ne baten bana lee han. Ibrahim pbuh kee hadeeth kahan se laen gey. Ibrahim pbuh ko Allah ney Religion ka father baap dada yanee abaa kaha ha.
Meree ek ek baat ka jawab den orr masoom logon ko gumrah kerna chor den Allah se toba karen orr us k saath koi cheez shareek na karen
آپ کے سوالات ہی آپ کے مبلغ علم کی حقیقت کے لیے کافی اشارہ ہیں۔
بہرحال ہم مسلمانوں نے اور خصوصاً اہل حدیث نے کبھی یہ دعویٰ نہیں کیا کہ حضرت عائشہ پیغمبر ہیں(نعوذباللہ من ذالک)۔
حدیث بھی آسمانی وحی ہے
آپ اپنے سوالات کےجوابات اس لنک میں موجود کتاب سے پڑھ سکتے ہیں
مزید تفصیل کے لیے اس لنک میں موجود مطالعہ کر لیں۔